Contact Us
Chaliye Kuch Cinematic Banate Hain
Shoot book karna ho, model banna ho ya koi sawaal ho, humse seedha baat karein. Hum 24 se 48 ghante mein reply dete hain.
Quick Enquiry
Humare AI Assistant Se Baat Karein
Kuch simple sawaalon ke jawab dein, aur aapki poori enquiry seedha hamare WhatsApp par pahunch jayegi.
🎬
AV Studio Assistant● Online
Hamari Services
- Wedding & Event Videography
- Brand & Product Shoots
- Model Portfolio Shoots
- AI Filmmaking & AI Reels
FAQ
Aksar Pooche Jaane Wale Sawaal
Aap kahan kahan shoot karte hain?
Hum Chandigarh, Mohali, Panchkula aur aas-paas ke areas mein shoot karte hain. Tricity ke bahar travel charge alag ho sakta hai.
Reply kitne time mein milta hai?
WhatsApp par hum aam taur par 24 se 48 ghante ke andar reply kar dete hain.
Shoot ki booking kaise hoti hai?
Date aur location confirm hone ke baad ek refundable booking deposit liya jata hai, jo shoot attend karne par wapas ho jata hai.
Content kitne din mein milta hai?
Editing ke baad aam taur par 7 se 10 din mein content deliver ho jata hai.
Kya aap AI-based videos bhi banate hain?
Haan, AI filmmaking aur AI-enhanced reels hamari specialty hain.
Find Us
Hamari Location
Tricity (Chandigarh, Mohali, Panchkula) mein available.
